Please enable JavaScript to get all features available.

Power steering

Power steering

assalam-o-alaikom brothers,

i've 2000 exi, just 29k km done........ mostly standing in the porch.....
no , here's a bit problem that whenever at sum u turn i move the car, steering chahe right side per pura ho ya left side, halke se ghoooooon ki aaz ate hai jaise he steering seedha hota hai khatam ho jateee hai....

is k ilava garee ager kharee ho to bilkul b aaz nahi atee na left side per pura ghumane se aur na he right side per, sirf chalte mein aaz atee hai,

is vajah se mein honda drive in k pas le ker gaya unhon ne kaha k sb theek hai, baahir ek mechanic ko dekhayee to kehne laga k power steering ki belt loose ho gayee hai, dosre ko dekhayee to kehne laga k belt theek hai, power steering ka pump theek nahin hai, ahista ahista ziada aye ge awaz....
plz anybody tell me, k aisa kisee k saath hoa hai kia, n ye kis wajah se hogee...... aur is k liye mujhe kia kerna hoga,

power steering fluid 3 months pehle mein ne check kia tha, thora sa kam tha, mein ne pura kia, n ab tak pura hai,

bros plz help me
Gari.pk User 7208 asked on 19 Aug 2010 11:56:33 am
1 Answer
249 views |
Ayaan - on 19 Aug 2010 11:56:57 am
Normal when the car start. Each car has power steering, fully Trun that if you drive either right or left.
 

User Also Viewed